Manawa Mein Mere Aandhi Hai Uthi, Bas Stubdh Khadi Hoon Main
Saanson Mein Paar Apani Hi Saans, Nishabd Khadi Hoon Main
Duniya Se Jeeti Jeeti, Khud Se Haari Bas Dhwast Khadi Hoon Mein
Aaina Main Aur Aks Main, Madmast Khadi Hoon Main
Laaga Chunari Mein Daag Chhupaau Kaise
Laaga Chunari Mein Daag, Chunari Mein Daag Chhupaau Kaise
Harshaau?? Kaise, Laaga Chunari Mein Daag
Cham Cham Cham Cham ??, Antar Mein Gunje Divas Raat
Ek Shunya Shunya, ?? Vishal, Maaya Ka Madhyam Mantra Jaal
Mann Ki Dasha Se Ladati Main Phirati Vishwast Khadi Hoon Main
Mari Laaj Main Hoon, Chunar Bhi Main Hoon, Chunar Pe Daag Bhi Main
Ho Gayi Maili Mori Chunariya, Kore Badan Si Kori Chunariya - 2
Jaake Baabul Se Nazarein Milaau Kaise, Ghar Jaau Kaise
Laaga Chunari Mein Daag Chhupaau Kaise - 2
Main Dhwast Dhwast, Main Nasht Mast, Main Saral ??? Main
Hai Shaam Shwet Baadal Mere, Nirjhar Si Jhari Hoon Main
Andhiyaari Raat ??? Waqt Ke Baad ??? Bhari Hoon Main
Kanchan Ki Kaaya Apna Hai Saaya Bas ??? Hoon Main
Lakadi Mein Gili ??? Simi Simi Tham Thamke Chali Hoon Main
Hai Maaya Maaya Hai Chhaaya Chhaaya Aatma ?? Main
Nistubdh Khadi Hoon Main, Nishabd Khadi Hoon Main
Vishwast Khadi Hoon Mein..... (Laaga Chunari Mein Daag)
Laaga Chunari Mein Daag.......
Chunari is Aatma, Daag is worldly illusions, Babul ka Ghar is the "His divine land after death", Sasural is the earth where we have come to live our life. "O ri chunariya aatma mori, mail hai maya jaal, wo duniya mere babul ka ghar, ye duniya sasural, jaake babul se nazarein milaun kaise, ghar jaun kaise"
0 comments:
Post a Comment